Lyrics of Aye Hasnain Kay Nana sung by Milad Raza Qadri — Deen

 

Lyrics


Ya Nabi nazre karam farmana, Ya Nabi nazr e karam farmana, Aye Hasnain ke Nana, Aye Hasnain kay Nana. Aye Hasnain ke Nana, Aye Hasnain kay Nana



Zahra paak kay sadqay, hum ko Taiba mein bulwana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...


Aap ke dar ka houn mein bhikari, Aap hain mere data, Saray rishtay natoon say pyara apna nata, (2)


Aap to hain, aata hai jinko sabh ki laaj nibhana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...


Bay saya hain lekin do jag per hai aap ka saya, Arsh e Muala bana muhala deed ko Rab ne bulaya, (2)


Hashar Talaq na ho ga kisi ka aisa aana jana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...


Saj gayi hai milad ki mehfil, kiya hai khoob nazara, Kaif o masti mein dooba hai dekho aalam sara, (2)


Dhoond rahi hai, Aap ki rehmat bakhshish ka bahana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...


Nisbat ka faizan hai dekho Khadim e Ghous e Jali houn, Kerta hai mujh pe naaz zamana, mein Ousaf e Ali houn, (2)


App ki aal ke dar ka sad houn sa'il houn purana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...


Zahra paak kay sadqay, hum ko Taiba mein bulwana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana, Ey Hasnain ke Nana...























































Comments

Popular posts from this blog

Lyrics of Hasbi Rabbi jallallah part-2 by Danish and Dawar

Lyrics of Naam-e-Ahmad sung by Danish and Dawar—Deen

Lyrics of Hasbi Rabbi jallallah part 6 sung by Danish and Dawar—Deen