Lyrics of Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte..—Deen
Lyrics
Mein So Jaon Ya Mustafa kehte kehte(x2)
khule Ankh Salle Ala kehte kehte (x2)
Mein so jaon Ya Mustafa kehte kehte khule Ankh Salle Ala kehte kehte.
Habib-e-khuda ka
Nazara karun mein
Nazara karun mein.
Dilo jaan un par
Nisara karun mein
Nisara karun mein.
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte.
Mujhe apni Rehmat se
Tu apna karle
Tu apna karle
Mujhe apni Rehmat se
Tu apna karle
Tu apna karle
Siwa tere sabse
Kinara karun mein
Kinara karun mein
Mein so jaon ya Mustafa Kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte
Khudara ab aaoge
Dam hai labon par (×2)
Khudara ab aaoge
Dam hai labon par (×2)
Dame wapasi toh
Nazara karun mein(×2)
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte (×2)
Mujhe hath aaye
Agar taaj-e-shahi (×2)
Mujhe hath aaye
Agar taaj-e-shahi (×2)
Teri kafshe paa par
Nisara karun mein (×2)
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte (×2)
Tera zikr lab par
Khuda dil ke andar (×2)
Tera zikr lab par
Khuda dil ke andar (×2)
Yunhi Zindagani
Guzara karun mein (×2)
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte (×2)
Dame wapasi tak
Tere geet gaon (×2)
Dame wapasi tak
Tere geet gaon (×2)
Muhammed Mumajjad
Pukara karun mein (×2)
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte (×2)
Tere dar ke hote
Kaha jaon pyare (×2)
Tere dar ke hote
Kaha jaon pyare (×2)
Kaha apna daman
Pasara karun mein (×2)
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte (×2)
Khuda khair se laaye
Wo din bhi Noori (×2)
Khuda khair se laaye
Wo din bhi Noori (×2)
Madine ki galiyan
Buhara karun mein (×2)
Mein so jaon ya Mustafa kehte kehte
Khule ankh Salle ala kehte kehte (×2)
Comments
Post a Comment